Snitcher hai snitcher hai
Jeeta khiladi hu mai zyada harkar
Kalam se likh aur manzil teri paar kar
Jisse tune sikha usse jaake tu salam kar
Aur chehre pe muskaan bhar
Snitcher hai snitcher hai
Mujhe pata kaun log mujhe jaante
Mai genius yeh kabhi nahi maante
Maal waal phukne wale saste wale ramdev
Talent pe nahi bas views pe yeh dhyaan de
Content hota zaruri yeh tu jaanle
All im saying is nobody's doing the work
Everybody wants the money but where's the effort
You got nothing flying my name in the dirt
Like k-dot its all bout the love (Ayy)
Mai banata kabhi diss tracks nahi
Kiske naam pe mai kabhi karta views hack nahi
Mai jo bhi bolta gaano mai woh sab facts sahi
Underage club shows yeh sabke bas ki baat nahi
Snitcher hai snitcher hai
Asliyat mai tujhse better better hai
Aake firse baat karte hai
Yeh kaun log mujhse jalte hai
Maine kabhi nai kisiki burai ki
Sabka ghar chale yeh dua tere bhai ki
Stripes nai bas chalega nike
Terror jaise asad aur bamb dynamite bhi
24 ghante focused nai karta mai 420
Dil hyderabad par dilli wai baatcheet
Munda mai thoda khatarnak ve
Tenu doubt te ajja mere paas ve
Nas jikkan aa cold ambition jivve pac de
Lokka nu jealousy mere naal
Snitcher hai snitcher hai