logo
Share icon
Lyrics
Yeah, Tayyar?
Im sad Enginerring karna pada yaar

degree milli!
job mili?
haha so silly!

Sunnn
Ye padai ye likhai mere bus ka nahi hai,
Main jab Dekhta hoon mujhe jamta nahi hai
Pass hona mera banta nahi hai
Main sab padta, kuch jamta nahi hai

Tera bhai baabu chaatu nahi hai
Professor ki chaatna usse jamta nahi
sir aaye bole aaj padna nahi
its time for assignment darna nahi
Likh likh ke hath sujaae
Iss Radhhi ka koi kaam dhanda nahi

Sachchai yahi ki Jobs hi nahi
Sachchai yehi Bachon me nahi unity
Topper hai ye class ke
Samje khudko baap Professor
ki yeh chaate bole karke dikha tu bhi

exams!!!
pass aayi, pass aayi
fatt ke haath mein aayi
toh raat bhar marayi
tu!!!!
hoga fail mere bhai
jo poore saal books ko tune shakal nahi dikhayi

engineer bann. mat bann tu kalakar
sapne tootte hota hum pe atyachaar
bachpan se hi tha shauk mujhko art ka
sadak band aage band naaka mere shauk ka

Yaad dilaun kya
Yaad dilaun kya
Yaad dilaun kya



sapna ek dekha tha
passion aazmaunga,
jis field mein hai talent
waha machaunga
neend se uthakar
papa ne bhagaya
scholar ke saath
padhne lagaya
“Inverse Integration”
Naam yaad mein aaya kya
yaad na hone parr usne dus baar sikhaya tha
Raat bhar mujko jagaya tha
net se dhoondke padhaya tha
jo bhi pada exam mein kuch bhi nahi aaya tha

Tab mera, tab mera naseeb kadak tha
Who ladka alag tha
Use aaya mujhpe kyun pyaar ghazab ka
Dikhaya mujhe poora paper phir sir bola


Viva mein tujhko bithata hoon
Jitna rata hai woh bahar main lata hoon
Tujhko jo yaad nahi hoga
Unhi sawalo se teri lagata hoon


Entrance exam se laakho ki naukri
Yeh kehke fasaya, main kabhi nahi bhoolega
Maa ki kasam khud nikla woh ranker
Main sacha last bencher,
tujh jaiso ki kholega
ek shabd bhi nhi bolega
aur phir bhi tu ro lega
thoda bhi nahi, ab main
Poora he dholega


Thand mein bhi khud ko jagana pada
Freshers Party Thi jaana Pada
Head and shoulder lagake
Dandruff bhagake
Crush pe impression bithana pada

padhne mein slow the, aye
baithe peeche ke row mein, eye
maine chits banaya tha, aye
khud majboor sa hoke

padhne mein slow tha
raata na hota
slow hi na hota toh load hi na hota
maa baap ne meri tution lagwayi hai
kya fayda problem
school nahi ….padhayi hai

last bench se uthakar na aage bula
aisa karega toh dega rula
pehle hi roya hu
raat ko na soya hu
karma se drr yu na
mujhko sata

Chits bana chits bana
Mia Khalifa band kar zara chits bana
Susti ki baat hi nahi thi,
Maine bola porn band kar
Tu tab sada
Aaj ka sach yahi hai
Ki haal filhal toppers ki ijjat badi hai (badi hai)
Tu 1st Rank aa rha h chote?
Rinky aur Pinky toh mujhse patti hai

Sach, sanki hai meri meri meri gang
tabhi toh CR ki jali jali jali gand
parents ko bulwaya, baja di meri band
bhaari hai talent, bhaari mera plan

Samajh mein aaya kya

Samajh mein aaya

Magaj mein aaya

Magaj mein aaya

Yaad mein aaya kya

Yaad mein


tu mujhko jhaadne aaya kya?
hilane se bante bacche kya
chillane se bante sache kya
gussa dikha kar baccho ko dara reh
unka darr samjhe ya jaane kya


notes maangte rahega woh phir bhi nai degi
iss baar exam teri keh ke hi legi
baton ka matlab badal ke batane se
socha ki answer sheet jaldi bharegi



College se seedha sab tution pe, ha
ratt lete sab jaise woh tote hai
Seekha maine jab kitabo ko khola ki

Taare zameen par hote hai

Tare zameen par hote hai

Tare zameen par hote hai




samajh mein aa gaya

Tare zameen par hote hai

Chal kuchh baat aur

Dhyan se sun-na
tu mujhpe hass, kyuki percentage meri kum hai,
are raju, PUBG mein hara ke dikha agar gaand mein tere dum hai
success ke peeche nahi, excellence ke peeche bhaag
yeh kehta main ahi, kehte hai aamir sahab

Sachai hai yeh taana nahi….disssss
Samajh mein aaya kya!!

WRITERS

INSTINE, RAFTAAR, ANMOL SACHAR, KUNAL CHHABHRIA

PUBLISHERS

Lyrics © Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other